At-Tahiyat in Hindi, Roman Urdu, English | अत्तहिय्यात

Attahiyat har namaz me 2 rak’at ke baad tashahud me baith kar padhte hain. At tahiyyat ka padhna wajib hai, iske bagair namaz nahi hogi. Aakhri rak’at me Darood e Ibrahim, aur Dua e Masoora bhi padhi jaati hai At tahiyyat ke baad.

Attahiyat (Tashahud)

Attahiyat image, attahiya tarjuma ke saath

Attahiyat in Hindi

Tashahud in hindi
अत्तहियातु लिल्लाहि वस्सलवातु वत्तैयिबातु, अस्सलामु अलैका अय्युहन नबिय्यु व रहमतुल्लाही व बरकातुहू, अस्सलामु अलैना व अला इबादिल्लाहिस्सालिहीन, अशहदु अल्ला इलाहा इल्ललाहु व अशहदु अन्ना मुहम्मदन अब्दुहू व रसूलुहु

Attahiyat in hindi, atthiyat image, attahiyat ka matlab tarjuma

Attahiyat in Hindi tarjuma

तमाम इबादतें अल्लाह के लिए है और तमाम नमाजें और अच्छी बातें (भी अल्लाह के लिए है), आप पर सलाम हो ऐ अल्लाह के नबी (सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम) और अल्लाह की रहमतें और उसकी बरकतें नज़िल हों, हम पर (भी) सलाम हो और अल्लाह के सभी नेक बन्दों पर (भी सलाम), मैं गवाही देता हूँ की अल्लाह के सिवा कोई माबूद नही, और गवाही देता हूँ की मुहम्मद (सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम) उसके बंदे और रसूल हैं

Attahiyat in Roman English

Attahiyat in Roman Urdu
At-tahiyyatu lillahi was-salawatu wat-taiyibatu. Assalamu Alaika aiyuhan-Nabiyyu warahmatullahi wa-barakatuhu. Assalamu alaina wa-ala ibadillahis salihin. Ashhadu alla ilaha illallahu wa ashhadu anna Muhammadan Abdu hu wa Rasooluhu.

Tashahud in English (Attahiyat meaning)

All the compliments are for Allah and all the prayers and all the good things (are for Allah). Peace be on you, O Prophet, and Allah’s mercy and blessings (are on you). And peace be on us and on the good (pious) worshipers of Allah. I testify that none has the right to be worshipped but Allah and that Muhammad is His slave and Apostle.

Ummeed karte hain ke aap ko ye post pasand aai hogi. Agar pasand aai ho to neeche comment karke zaroor bataein aur is post ko zyada se zyada share karein neeche diye gae social icons ke zariye aur sadqae jariya hasil karein.

4.6/5 - (11 votes)
Sadqae Jariya:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *