Jab bhi aap safar ke liye nikalte ho aur sawari par sawar hote ho, to ye dua padh kar apne safar ki shuruat kijiye.
Sawari par baithne ki dua
Is dua me qabu karne ka jo lafz hai uska matlab jo sawari (bike, car, bus, airplane, etc.) par ham safar karne jaa rahe hain use qabu me karne ki baat ki jaa rahi hai. Yaani ke Allah ki hi wajah se ham apni sawari ko qabu kar pate hain ya gadi chalaa pate hain.
Sawari par sawar hone ki dua in Hindi
सवारी पर सवार होने की दुआ
सुब्हानल्लज़ी सख्खर लना हाज़ा वमा कुन्ना लहू मुक़रिनीन, व इन्ना इला रब्बीना लमुनक़लिबुन
वो पाक है जिसने इसको हमारे काबू में कर दिया और हम में ताकत न थी कि इसको काबू में कर लेते और हमको अपने रब की तरफ़ ही लौट कर जाना है
Gadi chalane ki dua in Roman English
Gadi par baithne ki dua in Roman Urdu
Subhanallazi sakhkhara lana haaza wama kunna lahoo muqrineen, wa inna ila Rabbina Lamunqalibun
Wo Paak hai jisne isko hamare qabu mein kar diya aur hum mein taqat na thi ki isko kaabu mein kar lete aur hamko apne Rab ki taraf hi laut kar jana hai.
Dua for riding vehicle (bike, car, or any vehicle)
Exalted is He who has subjected this to us, and we could not have [otherwise] subdued it. And indeed we, to our Lord, will [surely] returnSurah Az-Zukhruf: 13-14
Ummeed karte hain ke aap ko ye post pasand aai hogi. Agar pasand aai ho to neeche comment karke zaroor bataein aur is post ko zyada se zyada share karein neeche diye gae social icons zariye aur sadqae jariya hasil karein.