Khaana Allah ta’ala ki taraf se bahot badi nemat hai. Hamein Allah ka naam lekar khana shuru karna chahiye jisse hamare khane me barkat mile.
Khana khane ki dua
Khana khane se pehle ki dua in Hindi
Khana khane se pehle ki dua in Roman English
Bismillahi wa ala barkatillah ka matlab / tarjuma
Dua before eating
Agar Bismillah karna bhool jaye ?
Agar aap khana khane ki dua padhna bhool gae aur aap ne khana shuru kardiya ho to fir aap ye dua padhein : “Bismillahi awwalahu wa akhirahu”
Bismillah jo bhoola koi, Usne saari barkat khoi. Isliye agar aapke zahen se nikal gaya ho khane se pehle dua padhna to jab bhi aap ko yaad aae khane ke darmiyan to aap upar di gai dua padhlein.
Khana khane ke baad ki dua
Agar aapko khana khane ke baad ki dua seekhna hai to neeche di gai link par click karein
Ummeed karte hain ke aap ko ye post pasand aai hogi. Agar pasand aai ho to neeche comment karke zaroor bataein aur is post ko zyada se zyada share karein neeche diye gae social icons zariye aur sadqae jariya hasil karein.