Jab bhi koi achchi cheez ya koi khubsoorat cheez dekho jo aap ko pasand aae, jo qabile tareef ho, to kaho “Maa shaa’ Allah”, taake nazar na lag jae. Mashallah ka kehna kisi bhi cheez ko nazar lagne se bachati hai.
Mashallah meaning
Mashallah meaning in Hindi
Mashallah meaning in Roman English / Mashallah ka matlab
Mashallah meaning in Urdu (Tarjuma)
Mashallah meaning in English (Translation)
Masha’Allah kab kahna chahiye ?
Jab koi aap ki tareef kare, ya aap kisi cheez ki tareef karo to Masha’Allah kahna chahiye jo nazar lagne se bachata hai.
Example:
- Kitne bade hogae aap Masha’Allah.
- Masha’Allah ye bachcha to bahot khoobsurat hai.
- Aap ka ladka padhne me bahot tez hai Masha’Allah
Ummeed karte hain ke aap ko ye post pasand aai hogi. Agar pasand aai ho to neeche comment karke zaroor bataein aur is post ko zyada se zyada share karein neeche diye gae social icons ke zariye aur sadqae jariya hasil karein.