Wazu karne se pehle Bismillah padhein aur wazu ke baad dusra kalma padhke neeche di gai wuzu ki dua padhein.
Hazrat Muhammad ﷺ ne farmaya: Us shakhs ki namaz nahi jiska wuzu nahi, aur us shakhs ka wuzu nahi jisne wuzu ke shuru me Allah ka naam na liya (yani Bismillah nahi padha).Abu Dawood : 101
Hazrat Muhammad ﷺ ne farmaya: Tum me se jo shakhs bhi wuzu kare, aur achchi tarah wuzu kare, aur fir ye kahe “Ash hadu allaa ilaha illallahu wahdahu laa sharika lahu wa ashadu anna Muhammadan ‘abduhu wa rasooluhu. Allahummaj ‘alni minattawwabeena waj’alni minal mutatahhireen.“, to uske liye jannat ke aathon (8) darwaze khol diye jate hain, jisse chahe dakhil hojae.Tirmizi : 55
Wazu se pehle ki dua
Wuzu shuru karte waqt Allah ka naam lekar wuzu shuru karein.
Wuzu se pehle ki dua
Bismillah
Wazu ke baad ki dua
Wazu karne ke baad dusra kalma padhein aur fir wuzu ki dua padhein.
Wazu ki dua in hindi
Wuzu ke baad ki dua in hindi
अश-हदु अल्ला इलाहा इल्लल्लाहु वह-दहु ला शरीका लहु व अशहदु अन्ना मुहम्मदन अब्दुहु व रसूलुहु |
अल्लाहुम्मज अलनी मिनत तव्वाबीना वज अलनी मिनल मुततह्हिरीन |
Wazu ki dua in Roman English
Wuzu ke baad ki dua in Roman Urdu
Ash hadu allaa ilaha illallahu wahdahu laa sharika lahu wa ashadu anna Muhammadan ‘abduhu wa rasooluhu.
Allahummaj ‘alni minattawwabeena waj’alni minal mutatahhireen.
Wazu ki dua in English (translation)
I bear witness that none is worthy of worship but Allah, the One alone, without partner, and I bear witness that Muhammad is His servant and Messenger.
O Allah, make me among those who turn to You in repentance and make me among those who are purified.
O Allah, make me among those who turn to You in repentance and make me among those who are purified.
Ummeed karte hain ke aap ko ye post pasand aai hogi. Agar pasand aai ho to neeche comment karke zaroor bataein aur is post ko zyada se zyada share karein neeche diye gae social icons ke zariye aur sadqae jariya hasil karein.
Mashallah Allah paak apko jaza e khair se nawaze