Namaz shuru karte waqt jab ham Allahu Akbar keh kar hath bandh lete hain tab sana ko padha jaata hai. Sana me ham Allah ki paaki aur badaai bayan karte hue namaz ko shuru karte hain. Also known as Dua Al Istiftah.
Sana in namaz
Sana in Hindi
सना हिंदी में
सुबहानकल्लाहुम्मा वबि ‘हम्दिका व तबारकस्मुका व त’आला जद्दुका व ला इलाहा ग़ैरुक
Sana in Hindi tarjuma
ऐ अल्लाह! मैं तेरी पाकी बयान करता हूँ और तेरी हम्द (तारीफ़) करता हूँ, और तेरा नाम बरकत वाला है, और तेरी शान बुलन्द है, और तेरे सिवा कोई माबूद नहीं है |
Sana in Roman English
Sana dua in Roman English
Subhana kallahumma wa bihamdika wa tabarakasmuka wa ta’ala jadduka wa laa ilaha gairuk
Sana in namaz in English (translation)
Glory be to You O Allah, and praise be to You, and blessed is Your name, and exalted is Your majesty, and none has the right to be worshipped but You.
Ummeed karte hain ke aap ko ye post pasand aai hogi. Agar pasand aai ho to neeche comment karke zaroor bataein aur is post ko zyada se zyada share karein neeche diye gae social icons ke zariye aur sadqae jariya hasil karein.
Jazak Allaah… Agar surah voice note may hoti tho aur behtar hota taaki makhraj bhi ache se sikh sakte use zariye
Alhamdulillah