Asal me ye sawari par sawar hone ki dua hai jise safar ki dua bhi kaha jata hai. Jab bhi aap safar ki shuruat karo to sawari par baithne se pehle ye neeche di gai dua padhein.
Safar ki dua
Is dua me qabu karne ka jo lafz hai uska matlab jo sawari (bike, car, bus, airplane, etc.) par ham safar karne jaa rahe hain use qabu me karne ki baat ki jaa rahi hai. Yaani ke Allah ki hi wajah se ham apni sawari ko qabu kar pate hain ya gadi chalaa pate hain.
Safar ki dua in Hindi
सफर की दुआ हिंदी में
सुब्हानल्लज़ी सख्खर लना हाज़ा वमा कुन्ना लहू मुक़रिनीन, व इन्ना इला रब्बीना लमुनक़लिबुन
वो पाक है जिसने इसको हमारे काबू में कर दिया और हम में ताकत न थी कि इसको काबू में कर लेते और हमको अपने रब की तरफ़ ही लौट कर जाना है
Safar ki dua in Roman English
Safar ki dua in Roman Urdu
Subhanallazi sakhkhara lana haaza wama kunna lahoo muqrineen, wa inna ila Rabbina Lamunqalibun
Wo Paak hai jisne isko hamare qabu mein kar diya aur hum mein taqat na thi ki isko kaabu mein kar lete aur hamko apne Rab ki taraf hi laut kar jana hai.
Dua for Travelling
Exalted is He who has subjected this to us, and we could not have [otherwise] subdued it. And indeed we, to our Lord, will [surely] returnSurah Az-Zukhruf: 13-14
Thank you very much for this beautiful safar ki dua.