Iftar ki dua in Hindi, Roman Urdu, English | इफ्तार की दुआ

Roza kholte samay neeche di gai dua padhein aur khajoor khaa kar roza kholein aur agar khajoor naa ho to pani peekar iftar shuru karein. khajoor se roza kholna sunnat hai aur iske beshumar fayede hain.

Iftar ki dua

Iftar ki dua in Hindi Roman Urdu English, Roza kholne ki dua image

Iftar ki dua in Hindi

इफ्तार की दुआ
अल्लाहुम्मा इन्नी लका सुम्तु व बिका आमंतु व अलैका तवक्कल्तु व अला रिज़्क़िका अफ्तरतु

Iftar ki dua in hindi, इफ्तार की दुआ, iftar ki dua image hindi tarjuma ke saath

Iftar ki dua in hindi tarjuma

ऐ अल्लाह! बेशक मैं ने तेरे लिए रोज़ा रखा, और तुझ पर ईमान लाया, और तुझ पर भरोसा किया, और तेरे ही रिज़्क़ से इफ्तार किया।

Iftar ki dua in Roman English

Aftari ki dua in Roman Urdu
Allahumma inni laka sumtu wa bika aamantu wa a’lika tawakkaltu wa a’laa rizqika aftartu

Roza kholne ki dua tarjuma

Ae Allah! Beshak mai ne teri liye roza rakha, aur tujh par iman laya, aur tujh hi par bharosa kiya, aur tere hi rizq se iftar kiya.

Dua while breaking fast

O Allah! I fasted for you and I believe in you and I put my trust in You and I break my fast with your sustenance.

Ummeed karte hain ke aap ko ye post pasand aai hogi. Agar pasand aai ho to neeche comment karke zaroor bataein aur is post ko zyada se zyada share karein neeche diye gae social icons ke zariye aur sadqae jariya hasil karein.

4/5 - (13 votes)
Sadqae Jariya:

5 Comments

  1. Apka ye post mujhe bohat pasandh aya hai aap aise hi post karte raho or mujhe kafi kuch Sikh ne ko milega

Leave a Reply to Rahul sarkarCancel Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *