Doodh bhi Allah ki taraf se bahot badi nemat hai hamare liye. Doodh ek aisi giza hai jo khane aur peene, dono zarooraton ko puri karti hai.
Doodh peene ki dua
Doodh peene ki dua in Hindi
दूध पीने की दुआ
अल्लाहुम्मा बारिक लना फ़ीहि व ज़िदना मिनहु
Doodh peene ki dua in Roman English
Doodh peene ki dua in Roman Urdu
Allahumma baarik lana feehi wa zidna minhu
Doodh peene ki dua ka tarjuma
Ae Allah! hamare liye ismein barkat ata farma aur hamein isse aur zyada de.
Dua for drinking milk (Translation)
O Allah! grant us blessings in this and give us abundance in this.
Doodh ki dua in Hadees
Hazrat Muhammad ﷺ ne farmaya: Jisko Allah doodh pilae use kahna chahiye “Allahumma baarik lana feehi wa zidna minhu”. Aur Hazrat Muhammad ﷺ ne farmaya: Doodh ke siwa koi aisi cheez nahi hai jo khane aur peene (dono) ki zaroorat poori kar sake.Tirmizi: 3455
Ummeed karte hain ke aap ko ye post pasand aai hogi. Agar pasand aai ho to neeche comment karke zaroor bataein aur is post ko zyada se zyada share karein neeche diye gae social icons ke zariye aur sadqae jariya hasil karein.